playback singer since 1942. https://t.co/8BRJP3t7bx
Mumbai, Maharashtra
Joined on 13 June, 2010
http://en.wikipedia.org/wiki/Lata_Mangeshkar
Namaskar. Aaj pratibhashali sangeetkar,kavi,gayak Ravindra Jain ji ki jayanti hai. Main unki yaad ko vinamra abhivadan karti hun
Namaskar. Aaj mere pita samaan, Mahakavi Pandit Narendra Sharma ji ki jayanti hai. Main unke charano’n mein koti koti pranam karti hun.
चला उभारा शुभ्र शिडे ही गर्वाने वरती, कथा या खुळ्या सागराला
"अनंत अमुची ध्येयासक्ती अनंत अन आशा किनारा तुला पामराला!" मराठी राजभाषा दिनाच्या सर्वांना अनेक शुभेच्छा आणि कविवर्य वि वा शिरवाडकर म्हणजेच कुसुमाग्रज यांच्या जयंती निमित्त त्यांना विनम्र अभिवादन.
Aaj mahan Swatantrata senani Veer Savarkar ji ki punyatithi hai.Hum sab Mangeshkar unko koti koti baar pranam karte hain.
Mere bhai samaan kanaksi bhai khimji ka swargwas hua hai ye sunke main bahut dukhi hun. Kalpana bhabhi
Pankaj, Alka ,Nailesh aur pure Khimji pariwar ke dukh mein main bhi shaamil hun. Ishwar Kanaksi bhai ki aatma ko shanti pradan karein.
नमस्कार.हिंदवी स्वराज्याचे संस्थापक,अवघ्या भारतवर्षाचे परम दैवत,विश्वाचे श्रद्धास्थान महाराज श्री शिवछत्रपति यांना जयंती निमित्त माझे अनेक दण्डवत.. जय भवानी जय शिवाजी.
Aaj mahan guru Shri Ramakrishna Paramahansa ji ki jayanti hai.Main unko koti koti naman karti hun.
Namaskar. Aaj sangeet ke jaadugar Khayyam sahab ki jayanti hai. Main unki yaad ko vinamra abhivadan karti hun.
नमस्कार.94 साल पहले, 17 फरवरी 1927 को मेरे पूज्य पिताजी मास्टर दीनानाथ मंगेशकर के "रणदुंदुभि" इस नाटक का प्रथम शो "बलवंत संगीत मंडली ने किया था. इसमें मेरे बाबा तेजस्विनी की भूमिका करते थे.यह नाटक और इसके बाबा द्वारा गाए गाने बहुत लोकप्रिय हुए थे.
आज महान शास्त्रीय गायक सुरेश बाबु माने जी यांची पुण्यतिथि आहे. मी त्यांच्या पवित्र स्मृतीस विनम्र अभिवादन करते.
Aah Shayar e Azam Mirza Ghalib sahab ki punyatithi hai. Main is mahan shayar ko vinamra abhivadan karti hun.
Aaj mahan shastriya gayak aur mere bhai Hridaynath ke guru Ustad Amir Khan sahab ki punyatithi hai. Main unko aur unke divya swaron ko koti koti pranam karti hun.
Mere jeevan pe jinka bahut prabhav raha un char guruon mein se 3 Gurujanon ki aaj punyatithi hai. Mere adhyatmik guru Jammu maharaj ji, mere sangeet ke guru Ustad Aman Ali Khan Bhendi bazaarwale ji aur Mahakavi Pandit Narendra Sharma ji in sabko main koti koti pranam karti hun.
Mujhe abhi pata chala ki Raj Kapoor sahab ke chote bete, guni abhineta Rajiv Kapoor ka aaj swargwas hua. Sunke mujhe bahut dukh hua.Ishwar unki aatma ko shanti pradan kare yehi meri prarthana.
Bahut kamaal ke shayar Nida Fazli ji ki punyatithi hai. Main unko bhavbheeni shraddhanjali arpan karti hun.
Namaskar. Aaj King of Ghazals Jagjit Singh ji ki jayanti hai. Main unki yaad ko vinamra abhivadan karti hun.
End of content
No more pages to load